IFN Cyber Zone — chhote aur madhyam business ke liye simple, sasta aur bharosemand software.
Har feature roz ke kaam ko dhyaan mein rakh kar banaya gaya.
Dukaan ho ya service centre — billing, stock aur GST ka kaam itna aasaan ki koi bhi kar sake.
Har business ka data alag, surakshit aur aapka. Kabhi bhi export kijiye.
Hindi mein madad — phone, WhatsApp aur email.